Apni English ko fluent aur effective banayein SerenePaathshala ki expert guidance ke saath. Confidence badayein, concepts par clarity payein, aur unlimited opportunities ke saath success ki aur badein. Aaj hi join karein aur apne potential ko unlock karein.
Students apni English skills ko behtar bana apni academic performance ko behtar kar sakte hain. Confidence se apni baat auron ke samne rakh apne liye educational aur career opportunities ke darwaze khol sakte hain.
Business owners apni communications skills behtar kar meetings ko ek behtar shape de sakte hain. India hi nahi balki bahar bhi business expand kar international opportunities explore kar sakte hain.
Working profiessional apni English skills par kaam kar apne liye behtar job dhundh sakte hain, high package wali job le sakte hain. Soft skills corporate world mein apni growth ke liye bahut zaroori hain. Aap apne workplace par ek alag pehchaan bana sakte hain.
Parents apni English achi kar apne bachon ko unki padai mein madad kar sakte hain. Teachers ke saath ache se baat kar sakte hain aur apni baat unke saamne ache se rakh sakte hain.
Apka koi bhi level ho chahe beginner ya advanced aur aap chahate hain apni English communication skills ko aur behtar banana toh yeh course apke liye hi bana hai jahan apko aap jaise learners milenge, expert teachers aur ek confidently bol paana ka environment milega.
30 se bhi jyada ghante ki training jahan apko ache se English bolne ke liye jo bhi skills chahiye sab milengi.
Interactive Live Classes ke saath aap ache se cheezein samajh payenge aur apne doubts wahin ke wahin clear karwa paoge.
English apko aati hai lekin aap bolne mein hichkichate hain toh apke confidence par kaam kar hum apki personality shift karte hain. Apko aisa environment dia jaata hai jahan aap confidently English bol paate ho bina kissi darr se.
English bolne ki practice ke saath apki fluency badegi aur confidence milega. Apko expert mentors feedback de apki galtiyon ko sahi karenge aur apke uss level par lekar jayenge jahan aap hamesha pahunchna chahate the.
Communication skills ko badayein apni listening, speaking, and writing, par focus kar jiss se aap apni baat, apne ideas ache se auron ke saamne rakh career mein, business mein aur life mein growth paa sakte hain.
Videos aur Live Sessions ke alawa apko PDF notes bhi milenge jiss se aap revision kar payoge, difficult concepts ko asaani se samajh paoge..
Suman ma’am की 4P Strategy का सबसे ज़रूरी concept है “Practice”
English एक ग्लोबल भाषा है. यह भाषा दुनियाभर में बोली जाती है. पर कई लोगों के लिए English करियर में रूकावटें पैदा करती है. जिस कारण हम अपने जीवन के लक्ष्य को पूरा नहीं कर पाते. School में पढ़ाई करने वाले अधिकांश Students सिर्फ English न आने की वज़ह से सवाल का ज़वाब आते हुए भी कुछ नहीं बोल पाते और फिर Students का Confidence Level गिरने लगता है
School से College तक Basic English के साथ काम चल भी जाता है लेकिन English Speaking fluently ना आने की वजह से कई लोगों को jobs, interviews, कई जगह मुश्किलों का सामना करना पड़ता है. ऐसे ही कुछ हालातों से Suman Sharma जी को भी गुज़रना पड़ा था. पर सुमन जी ने हिम्मत ना हारते हुए हर रोज़ अपनी English fluency पर काम किया.
आज एक सफल Teacher हैं. Suman Mam आपको बतांएगी की ENGLISH में fluent होने के लिए आपको किन बातों पर ध्यान देना होगा और साथ ही 21 Days Effective English Speaking Strategy भी बता रही है जो आपका ultimate guide होगा English बोलने मैं fluent बनने के लिए. इस Josh Talk में देखिये कैसे 4P’s Strategy for English को Follow करके उन्होंने इन सब परेशानियों को दूर किया.

YouTube
Facebook Page
Serene Paathshala
Advanced Level Trainer
She has been teaching English for 10 years now She has been fostering language skills to help her students excel in reading, writing, and communication, earning recognition for their achievements in various Govt jobs as well as in the private sector.
Advanced Level Trainer
She has been teaching English Language since 2017. She holds 2 years of international experience. She is a certified trainer and has experience working with both professionals in the corporate and the education industry.
Advanced Level Trainer
She has been teaching English and helping people with personality development. She has experience of working with both professionals and students who want to improve their English skills and prepare for exams and interviews to pursue further studies.
Intermediate Level Trainer
She has extensive experience of mentoring students to develop and transform their basic communication skills
Advanced Level Trainer
Main pichle 10 saal se issi mission par hun ki kaise apki English kar sakun, kaise apki madad karun ki aap apni zindagi mein success paa sakein. 10 saal se English pada rahi hun jahan maine sirf English bolne par nahi balki English likhna, padna, communication skills, personality development, career growth jaise aspects par focus kar logon ko ek direction di hai.
Advanced Level Trainer
She has been teaching English Language since 2017. She holds 2 years of international experience. She is a certified trainer and has experience working with both professionals in the corporate and the education industry.
Advanced Level Trainer
She has been teaching English and helping people with personality development. She has experience of working with both professionals and students who want to improve their English skills and prepare for exams and interviews to pursue further studies.
Intermediate Level Trainer
She has extensive experience of mentoring students to develop and transform their basic communication skills
Suman mam ek teacher, mentor, guide ke saath apke dost hain jo har kadam par apki English speaking journey mein apki madad karengi.
Yeh course sirf English ke basic concept par focus nahi karta balki apke andar confidence bharta hai aur apki personality par bhi kaam karta hai jiss se aap bina darre English bol paate ho.
Suman Mam's ne apne 10 saal ka experience, teaching methodology iss course mein daal di hain. Suman mam ko pata hai ki ek student ko kahan problem aati hai aur kiss cheez par kaam kar woh problem ka solution dhunda jaa sakta hai. Suma Mam ka yeh maan na hai ki aap ache se English bol paoge kuch hi dino mein lekin apke fundamentals clear hona chahiye, English grammar bhi itni eham bhumika nahi nibhati lekin kuch core concepts hote hain jisse samajah aap conversational English ki tarak asaani se bad sakte ho.
Yes, aap chahe beginner level par hain, chahe intermediate ya advanced iss course mein sab liye kuch na kuch hai. Apki zaroort samjhi jayegi uss hisab se apke liye course customise kia jayega. Apki problem ke hisab se apko solution dia jayega.
Live Classes apko online platform jaise Zoom, Google meet par di jayengi. Uske alawa recorded videos bhi milti hain apko jisko access aap kahin bhi, kabhi bhi ek active internet connection ke saath. Serene Paathshala application mein kar sakte hain. Uske alawa iss app mein apko interactive quizzes, assignments bhi milte hain.
Live Classes ke timings aap apne hisab se bhi decide kar sakte hain. Agar apko morning batch chahiye toh aap enroll kar ke baad humein bata sakte hain. Agar apko evening ya weekend batch chahiye toh bhi same process follow kar aap humein bata sakte hain aur uss hisab se apko batch mein enroll kar dia jayega.
Live classes aur recorded videos ke alawa apko study materials, practice exercises, quizzes, assignments, sample papers, aur additional learning materials bhi milte hain taaki aap ache se seekhi cheezon ko practice kar sakein, revise kar sakein.
Yes, live classes mein aap interact kar sakte hain teachers ke saath agar apka fir bhi koi doubt rehta hai toh apke dedicate Q&A sessions bhi rakhe jayenge jahan mudda sirf yeh hoga ki apke saare sawalon ka jawab dia jaaye taaki apki learning suffer na kare.
Yes, regular assessments and progress tracking mechanisms are incorporated into the courses. Students will have access to quizzes, tests, and assignments to evaluate their progress and identify areas that require improvement. Suman Mam and her team will provide feedback and guidance to help students overcome their weaknesses.
Yes, course ki successful completion ke baad aap certifcate of completion paa sakte hain jisse aap LinkedIn par post kar sakte hain, apne Resume mein mention kar sakte hain.
Enroll karene ke liye aap Buy Now par jaa payment kar sakte hain aur hamari team apko message ya call kar guide kar degi.
Payment karne ke baad hamari team se apko message aa jayega, uske alawa aap humein iss page par diye gye WhatsApp icon par click kar message bhi kar sakte hain.
Hamare paas bahut se easy EMI options available hain, EMI options ki jaankari ke liye aap humein iss page par diye gye WhatsApp button par click kar message kar sakte hain aur apko EMI se judi saari jaankari mil jayegi.
Agar apko apne sawalon ka jawab yahan nahi mila toh aap humein hamare WhatsApp number par message kar apna sawal puchein, hum apko saare sawalon ka jawab denge 🙂
Copyright © 2023 Serene Paathshala. All rights reserved.